Chehre ko achha aur sundar rakhne ke liye in 6 baton ka dhyan rakhna hai jaruri Pradushan aur dhul mitti se face ki chamak chali jadi hai aur chehre me pimple nikalne lagte hain face mein jhuriya muhase Daag dhabbe jaisi dikkto ka samna karna padta hai Chehra Achha na hone se Umra Jyada lagne Lagti Hai Bahut se log chehre ko achha banane ke liye mahange mahange skin care product use karte hain lekin koi fayda nahin hota 1. Chehre ko ek achhe face wash se din mein 2 bar theek se saaf karen 2.face wash karne ke bad chehre mein moisturizer lagana jaruri hota hai chahre ko face wash se saaf karne ke bad ek achha moisturizer lagaye 3. Sunscreen lagane se chehra kala nhi hota dhup mein jane se 20 minut pahte chehre mein achhi tarah se sunscreen lagaye 4. Ek achhe chamakdar chehre ke liye ek achhi diet ka hona bahut jaruri hai apni diet mein milk paneer dahi aande hari sabji kakdi gajar tamatar seasonalphal shamil karen 5. Achhi diet...
Balon ka jhadna kaise roke aaj ki Bhag Daud life mein log Itna vyast hain ke Apne balon ka theek se Khyal Nahin Rakh paate pahle 30 Aur 40 ki age hone per balon ke jhadane ki samasya ka Samna karna padta tha aur ab Sahi Khan Pan na hone ki vajah se young ladke ladkiyon ke bal jhadne ki samasya badti jaa rahi hai Aaj is article ko padhne ke bad aapke balo ka Patla Hona Bal sukhe Hona Bal jhadane ki samasya Puri Tarah Se khatam ho jayegi Balon ke jhadne ke bahot sare vajah ho sakte hain jaise sahi diet na Hona Jada chemical wale hair product use karna bal jhadna jab start hota hai log Tarah Tarah Ke shampoo Tel chemical wale product use karna start kar dete Hain lekin koi apni deit me dhyan nahi deta Balon ke jhadne ke sabse badi vajah hai ek sahi deit na hona Agar Bal Andar Se Hi majbut Nahin Hai To balon me product use Karne Se Koi fayda Nahin Milta isiliye sabse pahle diet Mein Dhyan Dena chahie ...